- Song Title: Tum Jo Mil Gae Ho
- Movie :Hanste Zakhm
- Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
- Lyrics: Kaifi Azmi
- Music Director: Madan Mohan Kohli
Tum Jo Mil Gae Ho Lyrics In Hindi
तुम जो मिल गए हो के जहाँ मिल गया के जहाँ मिल गया एक भटके हुए राही को तुम जो मिल गए हो के जहाँ मिल गया के जहाँ मिल गया बैठो ना दूर हमसे बैठो ना दूर हमसे किस्मत से मिल गए हो किस्मत से मिल गए हो मेरी क्या खता है के जामी से भी कभी आसमां मिल गया के जहाँ मिल गया तुम क्या जानो तुम क्या हो भीगी रातों में मस्ती तुम क्या जानो तुम क्या हो जाने ना दूँगा के मुझे एक हसीं मेहरबान मिल गया के जहाँ मिल गया तुम जो मिल गए हो के जहाँ मिल गया के जहाँ मिल गया तुम भी थे खोए खोए तुम भी थे खोए खोए था अजनबी जमाना था अजनबी जमाना दिल को जो मिल गया है तेरा सहारा एक नयी जिंदगी का निशान मिल गया तुम जो मिल गए हो के जहाँ मिल गया एक भटके हुए राही को तुम जो मिल गए हो के जहाँ मिल गया के जहाँ मिल गया.
Tum Jo Mil Gae Ho Lyrics In English
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ke jahan mil gaya
Ek bhatke huye rahee ko, carvan mil gaya
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ke jahan mil gaya
Baitho naa dur hamse, dekho khafa naa ho
Baitho naa dur hamse, dekho khafa naa ho
Kismat se mil gaye ho, milke juda naa ho
Kismat se mil gaye ho, milke juda naa ho
Meree kya khata hai, hota hai yeh bhee
Ke jamee se bhee kabhee aasama mil gaya
Ke jahan mil gaya
Tum kya jano tum kya ho, ek surila nagma ho
Bhigee raton me mastee, tapte din me saya ho
Tum kya jano tum kya ho, aab jo aa gaye ho
Jane naa dunga ke mujhe ek hasin mehraban mil gaya
Ke jahan mil gaya
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ke jahan mil gaya
Tum bhee the khoye khoye, me bhee bujha bujha
Tum bhee the khoye khoye, me bhee bujha bujha
Tha ajnabee jamana, apna koyee naa tha
Tha ajnabee jamana, apna koyee naa tha
Dil ko jo mil gaya hai teraa sahara
Ek nayee jindagee kaa nishan mil gaya
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ek bhatke huye rahee ko, caravan mil gaya
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ke jahan mil gaya.
Read More Articles